Top 50 Facebook Facts In Hindi
1. 4 Feb 2004 ko Facebook Ki Sthapana Hui. Yani Facebook Start Hua.
2. Facebook Ke Sthapak Owner CEO Mark Zuckerberg Hai.
3. Facebook ko 70 Language ko support karta hai
4. Pure world Me Average 13 Person me Se 1 Facebook User hai.
5. Facebook Color Blue Kyo Hai ? Facebook ke owner mark zuckerberg ko Color Blindness ki Bimari Thi so Facebook is Blue !
6. Facebook Ka Neme “The Facebook” tha Jise 2005 Me ‘The’ Hata ke Facebook Kiya Gaya.
7. Facebook Like Button ka Neme Pehle Awesome Rakhne ke Liye Socha Gaya Par Like Neme He Select kiya Gaya !!
8. Facebook Pe Daily Estimated 6 Lakh Hacking Attack Hote Hai !!
9. Facebook Pe Aap Kisiko Bhi Block Kar sakte Par Mark Zuckerberg Ke Official Profile Ko Block Nahi Kar sakte !!
10. Facebook sirf Hosting ke Liye Per Month 30M$ Kharcha Karta Hain.
11. Facebook Pe Sabse Jyada Fake Account India Se Hai !!
12. China ki Population Sabse Jyada Hai Par Facebook China me Ben Hai !!
13. America ke 57% 13-17 Years Children ke Pass Facebook Account Hai.
14. Every month 2.5 Billion Se Bhe Jyada Photo’s Facebook Pe Upload Hote Hai.
15. Facebook Pe Har 20 Minutes me 18.91 Lakh Status Post Hote Hai.
16. Har 20 Minutes me Facebook Pe 1M Likes or Share Kiye Jate Hai.
17. Har 20 Minutes me Facebook Pe 10.2M Comments Kiye Jate Hai.
18. Facebook Pe 20 Minutes me 2M Friend Request Send or receive Ki Jati Hai.
19. 20 minutes me Facebook Pe 13Lakh Photo’s Tags kiye Jate Hai.
20. Fb Like Button Pe 1 minutes me 1.8M Hits Hote He
Also, Read This
Top 21 Whatsapp Facts In Hindi
Top 21 Instagram Facts In Hindi
Top Amazing Facebook Facts In Hindi
21. Facebook Aapki Sabhi Internet Activity Pe Focus Rakhta Hai.
22. Aap koi website Visit Kare or ke Baad Facebook Opan Karege to Facebook Pe Aapko wahi website ka Ads Show Hoga !!
23. Facebook Pe 2.01B Monthly Active users Hai
24. 2011 Me Iceland ka Savidhan Facebook ki Help se Likha Gaya tha.
25. Facebook Pe 80M Fack Account Hai
26. Facebook Pe 3 Crore Death user’s Ke Account Hai. Mare hue user’s ke account ko report karke deactivate kar sakte Hai.
27. Facebook ek Nasa Hai or Facebook Ki Is Bimari ko FAD Facebook Addition Disorders kaha Jata Hai Duniya me 35M Se bhi jyada User’s ko yeah Facebook Ki Bimari hai.
28. Facebook me total Estimated 20,658 employees work karte hai
29. Facebook Per year $59 Billion Se Jyada Earn karta hai
30. Facebook Ka Server Agar 1 minute Down Ho Jaye to $25000 ka Loss Hota hai Facebook ko
31. 1M Se bhi jyada website Facebook Se Judi Hui hai or Business kar Rahi hai.
32. Facebook Ki Earning Ka Main Source Advertisement Hai
33. Facebook ke Pass 2M+ Active Advertiser Hai
34. Facebook me work karne wali First indian woman Facebook Engineer Ruchi Sanghvi Thi.
35. Sep 6, 2006 ko Facebook ne News Feed ka Feature Add kiya, News Feed ka Suggestion Ruchi Sanghvi ne Diya tha.
36. First Indian Female Facebook User Facebook Pe Account Create Kare wali First indian Girl Shila Chandra Sekhra hai.
37. Agar koi Bhi Person Facebook ke System me Bug Find Karke Facebook ko Report Karta Hain to Facebook uses a minimum of 500$ Pay, Karta Hai.
38. July 29, 2014, me Bug Find Karke Report Karne ke Liye or Facebook System ko Strong Banane ke Liye Bug Bounty program Launch, Kiya Hain.
39. 2006 Me Chris Putnam ne Facebook ko Hack Kiya tha, or Facebook ne use Job Pe Rakh Liya tha !!
40. Facebook Pe Sabse Pehle 100M Likes Hits Shakira ne kiye the !!
41 to 50 Unknown Facebook Facts In Hindi
41. Android User’s Daily Average 15 Baar Facebook Open Karta Hain !!
42. Facebook Pe Sabse Pehle Investment Paypal ke owner Peter Thiel ne $500,000 Kiya Tha.
43. Facebook Pe First Post Al Pacino ne Kiya Tha.
44. Mobile Advertisement Se Facebook 2.5B $ Earn Karta Hai.
45. 73% Revenue Facebook Mobail Advertisement Se Earn Karta Hain.
46. Facebook Per Hour $1.4 M Earn Karta Hain !!
47. 31% American Senior citizens Facebook Use Karte Hai.
48. Facebook Ka Global Alexa Rank 3 Hai.
49. Facebook Ka First Logo Andrew McCollum ne Banaya tha.
50. Mark Zuckerburg Ki Sellery only 1$ Hai !!
So it’s Facebook’s 50 Amazing & Interesting Facts. Apne Sabhi Facebook Friends or Group Me Share Jarur Kare..!!