Blue whale Game Facts In Hindi
1. Blue Whale Game Rusia Me Start Hua Tha.
2. Ye Game Naya Nahi He Ise 2013 Me Start Kiya Gaya Tha.
3. Blue Whale Game Ko Philipp Budeikin ne Banaya tha. Phillip Budeikin ko School/University Se Nikal Diya Gaya tha.
4. “Blue whale” word “beached whales” ki Ghatna se aaya He. Ye Ghatna suicide Se Judi Hui thi.
5. Blue whale Game First Suicide 2015 Me Russia ki 17-year-old Girl Rina Palenkova ne kiya tha.
6. Blue whale Game Se India me First Suicide 30 July 2017 ko Andheri Mumbai me 14-year ke Manpreet ne Kiya !!
7. Nov 2015-April 2016 tak total 130 Logo ne Blue whale Game Khel Kar Suicide Kiya tha.
8. Blue Whale Game Internet Pe Sabse Jyada Serch Kiye Jane Wala Geme Ban Gaya Hai.
9. Puri Duniya Me Blue Whale Game ko Sabse Jyada Serche India Me Kiya Gaya Hai.
10. “Blue Whale Game Challenge” Is Keyword Ko Serch Karne Me Kolkata No.1 Pe Hai.
* Blue whale Game Searching India No 1 Google Report
* Blue whale Challenge Game Full Information Hindi
11. Blue Whale Game Ko Sabse Jyada Search Karne Wali World Ki top 10 City Me 7 City India Ke Hai.
12. Blue Whale Game Ne India Ke Total 7 Logo Ki Jaan Le Hai.
13. Blue Whale Game Play Store Pe Available Nahi He.
14. Blue whale Game Challenge me Diye Jane wale Audio me Se Ek Audio Norway Singer Emilie Nicholas Ka Hai.
15. Blue Whale Game Ko Ek Baar Install Karne Ke Baad Uninstall Karna Muskil Hai.