Aadhar Is Not Mandatory Clarifies Facebook No Link Facebook-Aadhar
Lekin Ab Facebook Ne Iska Khulasa Kiya hai. Facebook Product Manager Ne Blog post Me Bataya Ki “Ye Ek Testing Tha or Ab Ye Testing Khatam Ho Gayi Hai” ise Final Ho gaya Ki Facebook Users Ke Aadhar Data Ko Collect Nahi Kar Raha Or Nahi User’s Ko Facebook Account Opan Karne Ke Liye Aadhar Card Ki Jarurat Hai. Facebook Ne Confirm Kar Diya Hai ki (Facebook Aadhar Card Link) Aisa Koi Feature Facebook Lane wala Nahi Hai.
So Finally, Facebook Ke Saath Aadhar Card Link Karne ki Jarurat Nahi Hai (Aadhar Is Not Mandatory Clarifies Facebook)or Nahi Facebook Account create Karte Time Aadhar Se Related Koi bhi Information Dena Hai. Ye Facebook Ka Test Tha Jo Finish Ho Gaya hai.
Facebook-Aadhar Link Feature Important Or Note?
Fake Account Hatane Ke Liye Kya Yeah (Facebook-Aadhar Link) Feature Aana Chaiye ya Fir Koi or Rasta Hai Jise Facebook Fack Account ko Control Kiya Ja Sake. Aapke Kya Vichhar He Kya Facebook Ko Aadhar Card Se Link Karna Chaiye Ya Nahi Jarur Se Comment Kare. Or Is Post (Aadhar Is Not Mandatory Clarifies Facebook | Facebook-Aadhar News Hindi) Ko Apne Sabhi Facebook Friends Or Group Me Share kare.