TOP 10 Bitcoin Facts In Hindi
1. Bitcoin Satoshi Nakamoto Ne Banaya yani bitcoin ke owner Satoshi Nakamoto hai. Lekin Koi Nahi Janta Ki Satoshi Nakamoto Kon Tha ? Ye Real me Koi Parson Tha, Company Thi ya Organization ya kuch or it’s Biggest Suspens !!
2. Bitcoin 3 January 2009 ko Launch Hua Tha. !
3. Bitcoin Virtual Decentralize Currency Hai. Jispe Kisika Bhi (Government, Banks) Control Nahi hai. Bitcoin Ko Nahi Hum Dekh Sakte or Nahi Touch Kar sakte because bitcoin only E-wallet Me Store hota hai.
4. Bitcoin Ke Transaction Me Real money Ki Comparison me Bahut Kam Charge (text, Mining charge) Lagata hai. Bitcoin Transaction Charge only 0 to 0.5% hai !
5. Total 21M Bitcoin Hai. Ise Jyada Bitcoin Market me Nahi Aa Sakte Abhi Tak Estimated 13M Bitcoin Market me, Available Hai.
TOP 5 Bitcoin Facts In Hindi
6. Bitcoin Accept Karne Wali Duniya Ki Pehli Company Lambrghini Hai.
7. Bitcoin se Pehla Transaction 100BTC 12 January 2009 ko Satoshi Nakamoto or Hal Finney ke Bich me hua tha.
8. Bitcoin Ko Koi Hack Nahi Kar Sakta ! Ye Sabse Secure Virtual Currency Hai.
9.Bitcoin se Kiya Hua Transaction Ka Refund Nahi Hota!
10. 20 May 2010 ko Ek Person Ne 2 Piza 10,000 bitcoin me Buy Kiya tha. !
I Hope Aapko Ye “TOP 10 Amazing & Unknown Bitcoin Facts In Hindi” Pasand Aaye Hoge. Ise Share Karna na Bhule.