YouTube Copyright Match Tool | Youtube New Updated 2021 [Hindi]

YouTube Copyright Match Tool | Youtube New Updated 2021 [Hindi]: YouTube Ne Launch Kar Diya Hai Apna Ek Naya Tools Jiska name hai Copyright Match tool Ye tool youtube craters Ke Liye Hai. So Aaye jante Hai ye youtube copyright match Tool kya kaam Karega or Kaise ?

YouTube Copyright Match Tool In Hindi 

YouTube New Updates 2018 Me Ye Ek or Naya or Important Updates YouTube Ne Kiya Hai. Copyright match Tool Abhi Beta Testing Me He Bahut He Jaldi YouTube Copyright Match Tool Official Sabhi Craters Ke Liye Available Ho Jayega.

YouTube Copyright Match Tool hindi

YouTube Copyright Match Tool Kya Kaam Karega ??

Ye Tool Aapko Yani YouTube Craters ko Unki Video koi 1% Bhi Copy Karega to Uski Information Dega. Jise Craters ki Mehnat se Banaya Contact Koi Copy Nahi Kar Paayega. Is Tool ki Help se Craters Ke Deshbord Me He Unka video kisne or Kaha copy Kiya hai Uski Puri report Show Karega.

YouTube Copyright Match Tool Use Kaise Kare ??

Agar Koi Bhi Aapka Video Copy Karega to Uski Puri report Aapko YouTube Craters Deshbord Me Copyright Match Tool Me Show Hogi. Is Report Me Aapki Video Jis video me copy hua hai wo Video, Us Video me kitne views He wo, Chaanal Ka neme jisne Aapka contact copy Kiya hai wo, Aapki video Ka kitne % Copy Kiya hai wo ye puri Report Aapko Show Hogi. Example Aap Niche Photo Me Dekh Sakte.

YouTube Copyright Match Tool
YouTube Copyright Match Tool

Aapko Is Copyright Pe Action Lene Ke 3 Options Milte Hai to Aaye Jante He Ki YouTube Copyright Match Tool Me Action Kaise Le ya copyright video ko remove Kaise kare.

YouTube Copyright Match Tool Action Button ✓

First Button

Archive: Pehle Options Ka Matlab Hai “No Action” Yani Aap Apne video ko copy Karne ki permission De Rahe Hai.

Second Button

Message The Channel: Yaha Se Aap Jisne Aapka content Copy Kiya hai use Message Karke video remove Karne Ke Liye Bol Sakte.

3rd Button

Request Removal: Is Button Pe Click Kar Aap direct YouTube Ko Copyright Video Remove Karne Ke Liye Order dengue. Yaha Aapko 2 or Options Mileage.

  • Schedule Send Sevan Day Notice:  isse YouTube Copy Karne wale Chaanal Ko 7 day Ka notices Dega Agar Use Pehle Videos Remove Nahi Kiya Gaya to YouTube Direct Remove Karke Copyright Strait de denga.
  • Standard: Request Removal Now: Ise YouTube Instant Copyright Video ko remove Karke Copyright Strike De Denga.
 So I Hope Aapko “YouTube Copyright Match Tool Ki Jankari” Pasand Aayi Hogi. Agar ise related Koi Questions He to Comment Kare or Is YouTube New Updates Ki Jankari Share Karna Na Bhule. 

Leave a comment